Tuesday, 23 January 2018

Google Adsense Ads Ko Blogger Blog par Kaise Lagaaye

Dosto aaj ka humara topic hai Google Adsense Ads ko Blogger Blog par kaise lagaate hai. bahut sare bloggers ko Adsense Approval to mil jaata hai par unko ads kaise lagaane hai ye pataa nahi hota to aaj hum iss post me janane wale hai ki Blogger Blog me Google Adsense Ads kaise lagaate hai.

Blogger Blog Me Adsense Ads Kaise Lagaate hai?


1. Sabse Pehle apna Adsense Account Open Kijiye.



2. Ab aapko Sidebar me "My Ads" dikh raha hoga uspar click kijiye.



3. Ab aapke saamne Ad Units aayegi jo aapne create karke rakhi hai to waha par "Get Code" ka option hoga uspar click karke code ko copy kar lijiye. agar aapne Ad Unit Create nahi ki hai to ye post jarur padhe.





4. Ab aapka Blogger Dashboard Open kijiye.



5. Ab Layout Option me jaakar aapko jaha add lagani hai waha par "Add Gadget" ka option hoga uspar click kijiye.



6. Ab aapko "HTML/JavaScript" option select karna hai.



7. Ab aapke saamne ek box aayega usme Jo code aapne copy kiiye hai usko paste karna hai.



8. Ab save par click kijiye.

9. Done! ab aap apne blog par jaakar dekh sakte hai ki Ads dikh rahe hai ya nahi.

Last Words=> Dosto aaj humne iss post me dekha ki Google Adsense Ads ko Blogger Blog me kaise lagaate hai. Agar aapko ye post pasand aayi ho to iss post ko apne dosto ke saath share kijiye aur agar aapko iss post ke baare me kuch bhi sawaal poochna hai to neeche comment kijiye. Dhanyawad!
Share:

0 comments:

Post a Comment

Copyright © Jaaniye Hindi Me | Powered by Blogger Design by ronangelo | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com