dosto aaj hum janenge
Jio Coin Ke baare me. aapko pata chal he gaya hoga ki
Jio Coin jald he launch hone wala hai to aapko Iss post me
Jio Coin ke baare me sabhi jaankari mil jaayegi to iss post aap last tak padhiye.
Jio Coin ek
Reliance ki Crypto Currency hai.
Jio Coin ko
Akash Ambani lead karne wale hai.
Crypto Currency Kya hai?
=> Crypto Currency ek Virtual Currency hoti hai. Aapko Bitcoin to pata he hoga waise he Reliance Ab launch kar raha hai Jio Coin. Jio Coin me bhi bahut saare log Investment karenge aur Future me uska fayda uthayenge.
Jio Coin Work kaise Karega?
=> Jin logo ne shuruwat me matlab pehle Lot me Coin kharide hai unn logo ko 1$ Each Coin Milega. Jaise he pehla Lot khatam ho jaayega Jio coin ki kimat Double ho jaayegi to iska matlab ye hai ki Jio Coin ki Valur badhti chali jaayegi jiska fayda jyada tar unn logo ko hoga jinhone shuruwat me Investment ki thi. Kyuki shuruwat me bahut kam Investment hogi.
Jio Coin ki Value Kya hogi?
=> abhi tak officially declare nahi kiya hai lekin Jio Coin ki Value lagbhag 1$(60-70rs.) hogi.
Jio Coin kab Launch hoga?
abhi tak to official declare nahi hua hai iske baare me lekin Feb. Month ke 1st week me launch ho sakta hai.
Jio Coin me Kitni Investment Kar sakte hai?
=> Jio Coin me minimum 100$ ki Investment aap kar sakte ho aur Mximum jitna aap chahe utni Investment kar sakte ho.
Jio Coin me Invest Kare Ya Nahi?
=> Dosto isme mera opinion pooche to Jio COin me Invest karna bahut badhiye baat hai kyuki iska return aapko bahut accha milene wala hai. Kyuki Jio par sabhi log trust karte hai. Ye Sabse Pehli Indian Crypto Currency hai to isliye bahut saare log isme bhaag lenge.
Bitcoin par Effect hoga ya nahi?
=> agar aap bitcoin kharidna chahte hai to thoda time rukiye aur Jio Coin ka wait kijiye kyuki Jio COin ki wajah se Bitcoin ka bhi rate kam hone ke bahut chances hai. Aur sirf bitcoin ke he nahi iske saath sabhi Crypto Currency ke rates kam hone wale hai.
Last Words=>
to dosto aaj humne Jio Coin ke baare me jaana hai. I hope aapko thik tarah se post samaj aayi hogi. aap apne friends ke saath bhi iss post ko share kijiye aur agar aapko kuch bhi sawaal poochna hai to aap niche comment kar sakte hai.
0 comments:
Post a Comment