Dosto aaj hum jaanenge ki Google Adsense Account me apni bank details kaise add karte hai taaki aapke adsense account me 100$ ho jaane par wo aapke bank account me transfer ho jaaye. to iski process bahut he simple hoti hai. agar aap ek Blogger aur Youtuber hai aur aap Earning ke liye Adsense ka istemal karte hai to ye post aapke liye bahut zaroori hai jisse aapko thik se pata chal jaayega ki Google Adsense Account me apni Bank details kaise add karte hai.
1. Sabse pehle aapko apne Adsense account ko kisi bhi Browser me open karna hoga.
2. Ab aapko side me options dikhenge usme se aapko payments ke option par click karna hai.
3. Ab aapko "Add a payment method" par click karna hai.
4. Ab aapko waha par form dikhega usme aapko saari bank details bhar deni hai aur "save" par click karna hai.
aapne jaise he save par click kiya uske baad 48 ghante me aapka bank account aapke Adsense me thik se connect ho jaayega. kabhi kabar Adsense thoda jyada time le leta hai lekin aapka account connect ho jaata hai.
1. Name on Bank Account-: aapke bank account par jiska naam hai uska naam aapko yaha likhna hai. yaad rakhiye agar aap kisi aur ke bank account par payment receive karna chahte ho to unke bank account par jo naam hai wahi naam aapko yaha par daalna hai. agar aapko pata nahi hai ki aapke bank account par kiska naam hai to aap apne Bank Account ke Passbook par check kar sakte hai aur Dhyan rakhiye ki koi naam me koi spelling mistake na ho. Jaise spelling passbook me likha hoga thik wahi aapko Adsense me likhna hai. agar aapne isme koi galti kar di to aapki Adsense Payment aane me dikkat ho sakti hai.
2. Bank Name-: yaha par aapke bank ka poora naam likhna hai. Ye bhi aap passbook se thik se spelling dekh kar he likhiye.
3. SWIFT BIC-: yaha par aapko apne bank ka swift code daalna hai. Ye code aapko apne bank me jaakar he pata karna hoga. agar aapki bank ka swift code nahi hai to aap aapki bank ke nazdik branch ka swift code le sakte hai lekin yaad rakhiye aapko apne he bank ke branch ka code lena hai. Ye Swift code aapko apne bank me jaakar he pata karna hoga kyuki agar aap Google par search karke swift code daalenge to shayad aapka payment sahi time par na aaye. to isliye dhyan rakhiye ki Swift code ko bank me jaakar he pata kare.
4. IFSC Code-: ye code aapke passbook par aapko mil jaayega. iss code ke liye aapko apne bank me jaane ki zaroorat nahi padegi. ye code aap apne aap he daal dijiye. bas yaad rakhiye ki ye code daalte waqt aap kuch mistake na kare. ye code bhi bahut important hota hai payment receive karne ke liye.
5. Account Number-: ye sabse important hai ki aapko aapka bank account ka number yaha daalna hai. isme zara si bhi galti nahi honi chahiye. Ye sabse important hota hai ki aap apna bank account no. thik se daale. Ye bank account number aapko apne Passbook par mil jaayega. Aapke Passbook me bank account name ke niche Account Number likha milega usko daal dijiye aur ek bar thik se check kijiye.
6. Re-type Account number-: yaha par aapko aapke bank account no. fir se type karna hai. agar aapne upar thik se apna bank account no. likha hoga to usko he copy karke yaha par paste kar dijiye. aur Account No. aur Re-type Account number ye dono thik se check kijiye.
agar aapke pass ye sabhi details hai to aapko aur kuch iss form me bhar ne ki zaroorat nahi hai. bas yahi details sabse important hote hai.
Google Adsense Auto Ads Apne Blog me kaise Add kare
Computer me WhatsApp Kaise Chalaye
Google Adsense me New Blog kaise Verify kare
Blog Me Facebook Page Kaise Add kare
Google Adsense Ads ko Blog Par kaise lagaye
Blogger Blog me https kaise enable kare
Google Se copyright Free Images Kaise Download Kare
Blog ko Google Search me Kaise Add kare
Laptop me WhatsApp Kaise Chalaye
WhatsApp kaise download kare without playstore
Facebook Page Verify kaise Kare
Facebook Disabled Account ko Kaise Open kare
Last Words-: to dosto aaj humne sikha ki Apne Google Adsense Account me apni bank details kaise add karte hai jisse aapki payment thik se apke bank account me aa jaaye. iss post koapne blogger friends ke sath bhi share kijiye aur agar aapko isme kuch rpoblem aaye to aap neeche comment kar sakte hai. Dhanyawad!
Google Adsense me bank Account Add kyu kare
=> iska bahut he simple jawab hai ki Jab aap apne Google Adsense Account me 100$ poore kar lete ho tab aapko apni earning receive karne ke liye Bank Account ka option hota hai jiski madat se aap apni earning ko receive kar sakte ho. jab aapke account me 100$ ho jaate hai to Google Adsense aapko 21 taarikh se lekar 29 tak kisi bhi taarikh ko payment bhej sakta hai.Google Adsense Account Me bank Account Kaise Add Kare
1. Sabse pehle aapko apne Adsense account ko kisi bhi Browser me open karna hoga.
2. Ab aapko side me options dikhenge usme se aapko payments ke option par click karna hai.
3. Ab aapko "Add a payment method" par click karna hai.
4. Ab aapko waha par form dikhega usme aapko saari bank details bhar deni hai aur "save" par click karna hai.
aapne jaise he save par click kiya uske baad 48 ghante me aapka bank account aapke Adsense me thik se connect ho jaayega. kabhi kabar Adsense thoda jyada time le leta hai lekin aapka account connect ho jaata hai.
Bank details Form me Kya Kya details bharni hoti hai?
1. Name on Bank Account-: aapke bank account par jiska naam hai uska naam aapko yaha likhna hai. yaad rakhiye agar aap kisi aur ke bank account par payment receive karna chahte ho to unke bank account par jo naam hai wahi naam aapko yaha par daalna hai. agar aapko pata nahi hai ki aapke bank account par kiska naam hai to aap apne Bank Account ke Passbook par check kar sakte hai aur Dhyan rakhiye ki koi naam me koi spelling mistake na ho. Jaise spelling passbook me likha hoga thik wahi aapko Adsense me likhna hai. agar aapne isme koi galti kar di to aapki Adsense Payment aane me dikkat ho sakti hai.
2. Bank Name-: yaha par aapke bank ka poora naam likhna hai. Ye bhi aap passbook se thik se spelling dekh kar he likhiye.
3. SWIFT BIC-: yaha par aapko apne bank ka swift code daalna hai. Ye code aapko apne bank me jaakar he pata karna hoga. agar aapki bank ka swift code nahi hai to aap aapki bank ke nazdik branch ka swift code le sakte hai lekin yaad rakhiye aapko apne he bank ke branch ka code lena hai. Ye Swift code aapko apne bank me jaakar he pata karna hoga kyuki agar aap Google par search karke swift code daalenge to shayad aapka payment sahi time par na aaye. to isliye dhyan rakhiye ki Swift code ko bank me jaakar he pata kare.
4. IFSC Code-: ye code aapke passbook par aapko mil jaayega. iss code ke liye aapko apne bank me jaane ki zaroorat nahi padegi. ye code aap apne aap he daal dijiye. bas yaad rakhiye ki ye code daalte waqt aap kuch mistake na kare. ye code bhi bahut important hota hai payment receive karne ke liye.
5. Account Number-: ye sabse important hai ki aapko aapka bank account ka number yaha daalna hai. isme zara si bhi galti nahi honi chahiye. Ye sabse important hota hai ki aap apna bank account no. thik se daale. Ye bank account number aapko apne Passbook par mil jaayega. Aapke Passbook me bank account name ke niche Account Number likha milega usko daal dijiye aur ek bar thik se check kijiye.
6. Re-type Account number-: yaha par aapko aapke bank account no. fir se type karna hai. agar aapne upar thik se apna bank account no. likha hoga to usko he copy karke yaha par paste kar dijiye. aur Account No. aur Re-type Account number ye dono thik se check kijiye.
agar aapke pass ye sabhi details hai to aapko aur kuch iss form me bhar ne ki zaroorat nahi hai. bas yahi details sabse important hote hai.
Google Adsense Auto Ads Apne Blog me kaise Add kare
Computer me WhatsApp Kaise Chalaye
Google Adsense me New Blog kaise Verify kare
Blog Me Facebook Page Kaise Add kare
Google Adsense Ads ko Blog Par kaise lagaye
Blogger Blog me https kaise enable kare
Google Se copyright Free Images Kaise Download Kare
Blog ko Google Search me Kaise Add kare
Laptop me WhatsApp Kaise Chalaye
WhatsApp kaise download kare without playstore
Facebook Page Verify kaise Kare
Facebook Disabled Account ko Kaise Open kare
Last Words-: to dosto aaj humne sikha ki Apne Google Adsense Account me apni bank details kaise add karte hai jisse aapki payment thik se apke bank account me aa jaaye. iss post koapne blogger friends ke sath bhi share kijiye aur agar aapko isme kuch rpoblem aaye to aap neeche comment kar sakte hai. Dhanyawad!
0 comments:
Post a Comment