Monday, 2 April 2018

Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare

dosto aaj hum jaanenge ki blogger blog me facebook page widget kaise add kare Jisse aapke visitors ko aapke new posts ki update milti rahe.
agar aap ek blogger hai aur aapko apne blog ko facebook par promote karna chahte ho to aapke paas facebook page hona zaroori hai taaki aap apne daily visitors ko update karte raho. to chaliye jaante hai ki Blogger Blog me facebook page widget ko kaise add karte hai.



Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare


Blogger Blog me Facebook Page Widget Kaise Add Kare?

1. Sabse Pehle aapko Facebook for Developes ke Website par jaana hoga uske liye yaha click kare.


2. ab aapke saamne kuch aisa form aayega jisme aapko Apne facebook page ka url daalna hoga.
     (waha par aap height aur width bhi apne blog ke hisaab se set kar sakte hai.)



Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare


3. ab aapko niche aapke page ka preview dikhyi dega. iska matlab ye hai ki aap jab ye widget apne blog par add karenge to wo waisa dikhega jaise preview me dikh raha hoga.




Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare


4. ab aapko niche "Get Code" ka button hoga uspar click karna hai.


Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare



5. ab aapke saamne aisi screen aayegi. aapko "iframe" par click karna hai.


Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare


6. ab waha par jo aapko code dikhega usko copy kar lijiye.


Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare


7. Ab apne blogger blog ke layout option me jaaye.

8. ab sidebar ke option me "Add a Gadget " par click kijiye. uske baad "html/javascript" par click kijiye.
Note-: ye widget aap apne blog par jaha chahe waha par add kar sakte hai.


Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare


Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare



Blogger Blog Me Facebook Page Widget Kaise Add Kare



9. ab aapke saamne ek box aayega waha par aapko wo code paste karna hai jo aapne copy kiya hai aur uske baad "save" par click karna hai.
10. Done! aapke blog me facebook page widget add ho chuka hai.

Ye bhi Padhiye-:

1. Facebook Page ko Verify Kaise Kare

2. Facebook Disabled Account ko Kaise Open Kare

3. WhatsApp ka Latest Version Kaise Download Kare



Last Words-:
  Dosto aaj humne sikha ki blogger blog me facebook page widget kaise add karte hai. I hope aapko ye post thik se samaj aayi hogi. agar aapko iss post ke baare me koi sawal poochna hai to aap neeche comment kar sakte hai. Dhanyawad!
Share:

0 comments:

Post a Comment

Copyright © Jaaniye Hindi Me | Powered by Blogger Design by ronangelo | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com