Dosto aaj Hum Jaanenge ki Propeller Ads iss Ad Network se Paise Kaise kamate hai. TO Ye post Bloggers ke liye jyada help karegi to iss post ko last tak padhiye.
1. Sabse Pehle aapko Propeller Ads ki Website par jaana hai
⟶click Here to Open PropellerAds
2. Fir waha par aapko "Register" ka option milega uspar click karna hai aur "Publisher" Select Karna hai.
3. Ab Aapke saamne Register Form aayega usme aapkki sabhi details bhar ke register kar lena hai.
4. Ab "Sites" ke column me jaana hai aur "Add Site" par click karna hai.
5. ab apke site ki link daalni hai.
6. ab aapko ek Meta Tag diya jaayega usko aapke Blogger html me "<head" ke niche wali line me paste kar dena hai.
7. Paste karne ke baad aapko "Verify" par click kar dena hai.
8. Done! aapki website propeller ads me add ho chuki hai. Ab aapko jo ads lagaane hai unka code copy karke aap apne blog me wo ads lagaa sakte hai.
Propeller Ads Kya Hai?
Propeller Ads ek CPM based ad network hai jo aapko Advertisement Provide karta hai aur uss Advertisement ko Aapke Blog pe lagaakar aap paise kamaa sakte hai hai. Jitne jyada visitors aapke Blog ko Visit karke ads par click karenge uske hisaab se aapko paise milenge. Jaise aapke Propeller Ads ke Account me 100$ ho jaayenge fir aap unn paiso ko Paypal ke jariye Payout kar sakte ho.Agar aapke Blog par daily 5k se jyada visitors aate hai to hr aap ye network use kijiye kyuki 5k visitors aate honge to he aapko iss network se accha khaasa paisa milega varna aap iss Network use mat kijiye.Propeller Ads Me Kon Konse Ad Types Hote hai?
1. Onclick [Popunder]
in Ads ko aap jab apne blog par lagaoge tab jabhi koi visitor aapke blog ko visit karega to wo automatically ads ke page par redirect ho jaayega. Ye Propeller Ads ka sabse Effective Ad Type hai kyuki ispar Impressions aur Clicks jyada milte hai.2. Native Direct Ads
iss ad type me aapko ek link di jaayegi uss link par aapko traffic bhejna hota hai to jinke paas website nhi hoti wo bhi iss Ad type ki help se paisa kamaa sakte hai. Agar aap kisi Image me iss Ad Type ki link daalenge to bhi isse aap kaafi acche khaase paise Earn kar paoge.3. Push Up [Dialog Ads]
Ye ads use karne se jab bhi koi visitor aapke blog ko visit karega tab usse ek Dialog show hoga aur uske niche "Ok" button hoga aur jab bhi wo visitor "Ok" button dabayega tab wo ads ke page par automatically redirect ho jaayega. to ye bhi ad type bahut accha hai.4. Interstitial
Ye ads sirf Mobile Optimized hoti hai matlab ye ads pc users ko show nahi hogi. agar koi visitor apne phonne se aapki site visit karega to ye ads Full Screen par show hogi aur iss ad ko close karne ka bhi ek button hoga. wo button upar me right side ki taraf hoga. to uske hisaab se aapko Impression aur Clicks Milenge.5. Banner Ads
ye bilkul Google Adsense ki tarah banner ads hongi jinme visitrs ko ek banner dikhai padega aur jaise he wo uspar click karega to uske paise aapko mil jaayege. banner ads me alag alag banner size hoti hai.Ye Bhi Padhiye
Ek Saath Hum kitne Ads Use kar sakte hai?
Ek saath aap sabhi ad units use kar sakte ho lekin yaad rahe ki isse visitors ko pareshani hogi to me suggest karunga ki 1 ya 2 he ad units use kare. taaki visitor ko pareshani na ho aur aapki bhi earning ho jaaye.Adsense Best hai Ya Propeller Ads?
Agar aapke paas Approved Adsense hai to me Suggest Karunga ki Google Adsense he use kare kyuki Google ke sabhi Products best hote hai waise he Adsense sabse best hai Lekin agar aapka blog adsense ke liye compatible nahi hai aur aapko usse earning karni hai to fir aap Propeller Ads ka istemal kijiye.Propeller Ads ko Blogger me kaise Add kare
Ab hum jaanenge ki Propeller ads ko blogger me kaise add karte hai.Agar aap Wordpress User hai to Propeller Ads ka Jo plugin hota hai use add karke aap ads show kar sakte hai. abhi hum blogger ke baare me jaanenge.1. Sabse Pehle aapko Propeller Ads ki Website par jaana hai
⟶click Here to Open PropellerAds
2. Fir waha par aapko "Register" ka option milega uspar click karna hai aur "Publisher" Select Karna hai.
3. Ab Aapke saamne Register Form aayega usme aapkki sabhi details bhar ke register kar lena hai.
4. Ab "Sites" ke column me jaana hai aur "Add Site" par click karna hai.
5. ab apke site ki link daalni hai.
6. ab aapko ek Meta Tag diya jaayega usko aapke Blogger html me "<head" ke niche wali line me paste kar dena hai.
7. Paste karne ke baad aapko "Verify" par click kar dena hai.
8. Done! aapki website propeller ads me add ho chuki hai. Ab aapko jo ads lagaane hai unka code copy karke aap apne blog me wo ads lagaa sakte hai.
0 comments:
Post a Comment