Tuesday, 16 January 2018

How to Enable HTTPS on Blogger Blog with Custom Domain {3 Simple Steps}

Dosto humara aaj ka topic ye hai ki hum Blogger Blog me Custom Domain ke saath https kaise enable kar sakte hai sirf 3 Steps Me. To aaj ki ye post Bloggers ke liye bahut important hai to iss post ko last tak padhiye.

enable https on blogger blog with custom domain

https ke Fayde Kya hai?

1. Isse aapke Visitors ka aur Aapki Website ka Data Safe Rehta hai.
2. https SEO ke liye bahut important hota hai to isko enable karne se aapki site ki Google Ranking badh jaati hai.
3. Aapke Visitors ka Aapki Website pe Trust badh jaata hai kyuki https ek encrypted connection hota hai jisse Visitors ko koi nuksan nahi hota.


https Custom Domain ke saath Enable Kar sakte hai Kya?

Kuch Months pehle aap https ko cutom domain ke saath enable nhi kar paate the kyuki Google ne ye facility sirf Defaut Blogspot Domain ke liye he rakhi thi lekin ab Google ne Officially Announce kar diya ki aap custom domain ke saath bhi https Enable kar paaopge aur wo bhi without Cloudflare.

Ye Bhi Padhiye-:

How to Submit Blog to Google Search Console

Top Best Ad Networks for Bloggers

https Enable Kaise Kare=>

1. Sabe pehle aap draft.blogger.com par jaaye.



enable https on blogger blog with custom domain


2. Fir aapko Settings Me jaana hai.

3. Uske baad aapko waha par https ka option dikhai dega usko "Enable" kar dena hai.

enable https on blogger blog with custom domain


4. Done! ab thodi he der me aapka blog https par redirect hona shuru ho jaayega.

Last Words


To aaj humne https ko kaise enable karte hai iske baare me seekha. Agar aapko iss post ke upar kuch sawaal poochne hai to aap neeche comment kar sakte hai. To aisi he Information ke liye humara blog visit karte rahiye. Dhanyawad!
Share:

4 comments:

Copyright © Jaaniye Hindi Me | Powered by Blogger Design by ronangelo | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com