Dosto aaj ka hum jaanenge ki Blogger Blog ko Google Search Console me kaise submit karte hai. Agar aap ek Blogger hai to aap ke liye ye post bahut important hogi. Agar aap ko puri tarah se iss process ko janna hai to iss post ko last tak padhiye
=> Google Search Console se aapki site me kya improve hona chahiye ye pata chalta hai.
=> Google Search Console se aapki site par kitne views aa rahe hai aur log kis type ki post ko pasand kar rahe hai ye aapko aasani se pata lag jaata hai.
=> Google Search Console se aapko ye pata lag jaata hai ki aapki website ke kitne posts/articles Google Par Index hai matlab kitne post Google Par 1st Rank me aa rahe hai.
=> Google Search Console se aapki search traffic kitni hai ye bhi aapko pata lag jaata hai.
Ye bhi Padhiye
=>Free Website Kaise Banate hai
=>Bloggers ke liye Best Ad Networks [with Fast Approval]
1. Sabse Pehle aapko Google Search Console ki Website par janaa padega uske liye yaha click kijiye.
2. Uske baad aapko apne Gmail Account se Sign in karna hoga.
3. Fir aapko right corner me "Add A Property" ka option dikhayi dega uspar click kijiye.
4. ab aapke saamne ek box aayega usme aapko aapki website ka url/link daal dena hai. Dhyan rakhiye ki agar aapne apne blog me "https" enable kiya hai to aapko url daalte waqt "https" ke saath he daalna hai. agar aapne https enable nahi kiya hai to aapko url daalte wat "http" lagaana hai. Aur aapko "www" ke saath he url daalna hai jaise maine photo me bataya hai.
For Example-:
https://www.jaaniyehindime.xyz[with https]
http://www.jaaniyehindime.xyz [without https]
to yahi cheez acche se dhyan me rakhiye.
5. Ab ye karne ke baad aapke saamne ek new screen khulegi usme aapko "settings" jaisa Icon hoga uspar click karke "Verification Details" naam ka option hoga usko select karna hai.
6. Uske baad aapke saamne new page khulga usme aapko "Verify Using Different Method" Select karna hai.
7. Ab aapko "HTML Tag" option select karna hai aur aapke saamne jo Tag aayega usko copy karna hai aur search console ki screen ko minimize kar lena hai.
8. Ab aapko Apna Blogger Blog open karke uske "Theme" ke option me jaana hai aur Waha se "Edit HTML' par click karna hai.
9. Ab yaha par aapne jo code copy kiya hai usko "head" ke neeche wali line me paste karna hai jaisa maine image me dikhaya hai aur uske baad "Save Theme" par click kar dena hai.
10. Ab aapko fir se Search Console ki wo screen open karni hai jisko aapne minimize kiya tha aur waha par aapko "Verify" ka button dikhayi dega uspar click karna hai.
11. Verify button par click karte he aapke saamne aisi screen khul jaayegi jisme likha hoga Congratulations, you have successfully verified your ownership of http://www.jaaniyehindime.xyz/.
Note-: Agar aapne verification code thik se paste nahi kiya hai to aapki website verify nahi hogi aur wo successful verification ka message bhi aapko nahi dikhega.
Last Words-: To Dosto aaj humne sikha ki website ko Search Console me kaise submit karte hai aur uske fayde kya hote hai. I hope ye post aapko pasand aayi hogi aur ye post se aapk apna blog acche se submit karenge. Agar aapko humari aisi he next updates chahiye to humara facebook Group Join kar lijiye waha par aapko saare updates milte rahenge.
Click Here to Join Our Facebook Group
Dhanyawad.
Google Search Console Kya hai?
=> Google Search Console ek aisi free service hai jiski madad se aap apne blog ko Google Par Submit kar sakte hai aur Apne blog ko acche se rank karwa sakte hai. Google Search Console aapki website ka Search Presence maintain karta hai aur ye aapke Blog ke SEO ke liye bahut he Important hota hai. Google Search Console ko hum Google Webmaster Tool bhi kehta hai.Google Search Console Ke fayde kya hote hai?
=> Google Search Console se aapki Website Search Engine me jaldi aane lagti hai.=> Google Search Console se aapki site me kya improve hona chahiye ye pata chalta hai.
=> Google Search Console se aapki site par kitne views aa rahe hai aur log kis type ki post ko pasand kar rahe hai ye aapko aasani se pata lag jaata hai.
=> Google Search Console se aapko ye pata lag jaata hai ki aapki website ke kitne posts/articles Google Par Index hai matlab kitne post Google Par 1st Rank me aa rahe hai.
=> Google Search Console se aapki search traffic kitni hai ye bhi aapko pata lag jaata hai.
Ye bhi Padhiye
=>Free Website Kaise Banate hai
=>Bloggers ke liye Best Ad Networks [with Fast Approval]
Website/Blog ko Google Search Console Me kaise Submit Kare?
1. Sabse Pehle aapko Google Search Console ki Website par janaa padega uske liye yaha click kijiye.
2. Uske baad aapko apne Gmail Account se Sign in karna hoga.
3. Fir aapko right corner me "Add A Property" ka option dikhayi dega uspar click kijiye.
4. ab aapke saamne ek box aayega usme aapko aapki website ka url/link daal dena hai. Dhyan rakhiye ki agar aapne apne blog me "https" enable kiya hai to aapko url daalte waqt "https" ke saath he daalna hai. agar aapne https enable nahi kiya hai to aapko url daalte wat "http" lagaana hai. Aur aapko "www" ke saath he url daalna hai jaise maine photo me bataya hai.
For Example-:
https://www.jaaniyehindime.xyz[with https]
http://www.jaaniyehindime.xyz [without https]
to yahi cheez acche se dhyan me rakhiye.
5. Ab ye karne ke baad aapke saamne ek new screen khulegi usme aapko "settings" jaisa Icon hoga uspar click karke "Verification Details" naam ka option hoga usko select karna hai.
6. Uske baad aapke saamne new page khulga usme aapko "Verify Using Different Method" Select karna hai.
7. Ab aapko "HTML Tag" option select karna hai aur aapke saamne jo Tag aayega usko copy karna hai aur search console ki screen ko minimize kar lena hai.
8. Ab aapko Apna Blogger Blog open karke uske "Theme" ke option me jaana hai aur Waha se "Edit HTML' par click karna hai.
9. Ab yaha par aapne jo code copy kiya hai usko "head" ke neeche wali line me paste karna hai jaisa maine image me dikhaya hai aur uske baad "Save Theme" par click kar dena hai.
10. Ab aapko fir se Search Console ki wo screen open karni hai jisko aapne minimize kiya tha aur waha par aapko "Verify" ka button dikhayi dega uspar click karna hai.
11. Verify button par click karte he aapke saamne aisi screen khul jaayegi jisme likha hoga Congratulations, you have successfully verified your ownership of http://www.jaaniyehindime.xyz/.
Note-: Agar aapne verification code thik se paste nahi kiya hai to aapki website verify nahi hogi aur wo successful verification ka message bhi aapko nahi dikhega.
Last Words-: To Dosto aaj humne sikha ki website ko Search Console me kaise submit karte hai aur uske fayde kya hote hai. I hope ye post aapko pasand aayi hogi aur ye post se aapk apna blog acche se submit karenge. Agar aapko humari aisi he next updates chahiye to humara facebook Group Join kar lijiye waha par aapko saare updates milte rahenge.
Click Here to Join Our Facebook Group
Dhanyawad.
0 comments:
Post a Comment