Dosto aaj hum jaanenge ki Google Se Copyright Free Images kaise Download karte hai. Agar aap ek Blogger ya Youtuber ya fir Android App Developer hai to ye post aapke kaam aayegi. To iss post ko last tak padhiye.
1. Sabse pehle aapko Google.com par jaake jiske baare me aapko image chahiye wo naam search kijiye. [Example ke liye me "Blogger" Search karta hu]
2. Fir aapko Images ke Tab me jaana hai jaisa ki maine Neeche photo me dikhaya hai.
3. Fir aapko "Tools" par click karna hai.
4. Uske baad aapke saamne 6 options aayenge usme se aapko "Usage Rights" par click karna hai.
5. Yaha par aapko 5 options dikhenge usme se aapko "Labeled for Reuse" par click karna hai.
5. ab aapki screen load hogi aur uske baad aapke saamne jo bhi images dikhegi wo Copyright Free hogi. aap unn Images ko kahi par bhi use kar sakte ho.
Note-: Agar aap Android User hai to yahi step aapko chhrome bropwser me "Dekstop Mode' ko on karke karna hai.
Click Here to Join Our Facebook Group
Dhanyawad.
Copyright Free Images Kye use kare
=> Dosto jo log blogger, Youtuber hai unke liye copyright free Images bahut mayne rakhti hai kyuki agar wo apni kisi post me ya kisi video me Copyright Image use karte hai to usse unke blog ko ya unke Youtube channel ko bahut bada nuksaan ho sakta hai. Google kabhi bhi aapko copyright images use karne ki salaah nahi deta. Agar aap Youtube par copyright Images use karte ho to aapke channel pe strike aa sakti hai aur agar aap ek Blogger ho aur aap bhi Copyright Images use karte ho to aapka Adsense suspend ho sakta hai. to isliye me aapko ek simple si trick bataunga jisse aap aasaani se Copyright Free Images Download kar paaoge.Ye bhi Padhiye-:
=>Blog ko Google Search Me kaise Submit kare
=>Free Website Banaye [Sirf 5 Min. Me]
=>Best Advertisement Networks for Bloggers
Copyright Free Images Kaise Download karte hai?
1. Sabse pehle aapko Google.com par jaake jiske baare me aapko image chahiye wo naam search kijiye. [Example ke liye me "Blogger" Search karta hu]
2. Fir aapko Images ke Tab me jaana hai jaisa ki maine Neeche photo me dikhaya hai.
3. Fir aapko "Tools" par click karna hai.
4. Uske baad aapke saamne 6 options aayenge usme se aapko "Usage Rights" par click karna hai.
5. Yaha par aapko 5 options dikhenge usme se aapko "Labeled for Reuse" par click karna hai.
5. ab aapki screen load hogi aur uske baad aapke saamne jo bhi images dikhegi wo Copyright Free hogi. aap unn Images ko kahi par bhi use kar sakte ho.
Note-: Agar aap Android User hai to yahi step aapko chhrome bropwser me "Dekstop Mode' ko on karke karna hai.
Conclusion-:
To Dosto aaj humne sikha ki Copyright Free Images kaise download karte hai. I hope ye trick aapko pasand aayegi. Agar iss post ke baare me aap kuch poochna chahte hai to aap niche comment box me comment likhkar bhej sakte hai. Agar aapko humare next updates chahiye to aap humara facebook Group join kar sakte hai.Click Here to Join Our Facebook Group
Dhanyawad.
So nice info
ReplyDelete