Dosto aap sabka swagat hai Jaaniye Hindi Me ki website par. Aaj me aapko ek aisa best app batane wala hu ye app aapki ram ko bacahayeg. Ye application facebook se related hai. Jin Logo ke phone ki ram kam hai unn logo ke kaam aayega aur saath baaki sab logo ke bhi kaam aayega jo log apne phone ki ram ko bachana chahte hai aur ram bachane se aapke phone ki speed bhi badhi acchi tarah se badha dega.to chaliye iske baare me jaante hai.
To dosto iss app ki me jitni tarif karu utni shayad kam hogi. Kyuki iske features dekh ke aap log bhi shock hone wale hai. To iss App ka naam hai "Fella App".Ye app download karne ke baad aap faceboo ko uninstall kar denge iski me aapko guarentee deta hu.Ye Facebook he hai par iske features ek baar aap jaan lijiye. To chaliye iss app ke baare me jaan lete hai.
Iss App Me Konse Features hai
1. Theme/Color-:
Iss App me aap color change kar sakte hai. Aap logo ko pata hoga ki facebook ki App me hum color change nahi kar sakte hai. Isme aap jo aapko color pasand hai nuse istemal kar sakte hai.Iske baare me me aapko aage bataunga to post ko last tak padhiye.
2. App Size-:
Aap jaante honge ki facebook ki app size 50 mb se jyada hai pa iss app ki size sirf aur sirf 2MB hai. to iss liye maine bola ki ye app aapke mobile ki ram ko bachayega.Facebook app ki original size jo hai wo 50MB+ hai aur badhte badhte wo 150MB+ ho jati hai matlab aapke mobile ki ram ki bahut size iss app me he kharch ho jati hai Lekin Fell app ki Original size 2MB hai aur jyada se jyada badhte huye iski size 10MB tak he ja sakti hai to hai na.. ye kamaal ki app
3. Messenger-:
iss app me messenger hai wo pehle se he hoga matlab aap messenger app alag se download karne ki jarurat nahi padegi.Facebook App ke liye hume messenger alag se download karna padta hai aur messenger ki size bhi 50MB+ se jyada hoti hai Lekin iss app ko download karne ke baad aapko messenger alag se download karne ki jarurat nahi padegi to isse bhi aapke phone ki ram bahut bach jayegi.
4. Font-:
Facebook app me kya hota hai ki humara jo Phone ka font hai wahi hume istemal karna padta hai Lekin fella app me hume iska alag se option diye jayega. Jo font aapko pasand hai aap usko istemal kar sakte ho aur jitna chahe iss app ko customize kar sakte ho.
to ye rahe iss app ke features to ab dekhte hai ki iss app ko download kaise karte hai.
Fella App Ko Istemal Kaise Kare
1. Sabe pehle aapko fella app ko download karna padega. YAHA NICHE maine iss app ki link de rakhi hai.
CLICK HERE TO DOWNLOAD FELLA APP
2. Ab Download karne ke baad iss app ko install karna hoga.
3. Ab iss app ko open kijiye aur waha par aapko facebook login ka option dikhayi dega to aapka email id aur password daalkar login kar lijiye
4. Done. Ab aapne fella app setup kar li hai ab aap iss app se facebook istemal kar sakte hai. ab me aapko iske features ka istemal kaise karte hai uske baare me bataunga.
Fella App Ke Features ka istemal kaise karte hai
1. Theme/Color Change-: Theme ya color change karne ke liye aapko upar me right ki taraf settings ka option dikhayi dega uspar aapko click karna hai fir waha par pehle jo option aaye ka color ka uspar aapko click karna hai aur jo color aap istemal karna chahte ho uss color ko select karna hai. Isse poore app ka color/Theme change ho jayega.
2. Font Change-: agar aapko font change karna hai to same process hai aapko settings me jaakar font ka option select karna hai aur jo font aapko pasand hai usko selct karna hai. Iske baad poore app ka font badal jayega.
ye main features the baaki ke jo features hai unhe aap khud istemal kar sakte ho. Isme aur bhi bahut saare features hai.
Last Words-:
I hope ki ye trick aapko pasand aayi hogi. To iss trick me humne sikha Facebook ke alternative ke baare me jo ki sirf 2MB ka hota hai. Agar aisi he tricks aapko chahiye to aap humara FACEBOOK Group Join kar sakte hai niche aapko humare facebook group ki link mil jayegi.

0 comments:
Post a Comment