agar aap blogger hai to aapke blog par bahut saari Spam comments aati hogi jisme Spam Links add kiye hote hai aur aap in comments se bahut pareshan hote honge to isliye me aaj aapko iska solution bataunga jisse aapke blog visitors ko aur aapko bhi in spam comments se taklif nahi hogi. iska solution bahut he aasaan hai ki aapko aapke blog me comment verification ko Enable kar dena hai, isse jo bhi comments aapke blog par aayenge wo aapki ijazat ke bina Publish nahi honge.
1. sabse pehle apne blog ka dashboard kholiye aur "Settings" me jaaye.
2. Settings ke niche aapko "Post Comment and Sharing" wala option dikhega uspar click kijiye.
3. ab aapko "Comment Moderation" ka option mil jaayega usme aapko "Always" select karna hai aur Upar "Save Settings" ka option dikhega uspar click karke Settings ko save kar dena hai.
Conclusion-: aaj humne sikha ki Blogger Blog me comment Moderation ko kaise Enable karte hai jisse humare blog par aapne wali spam comments ko hum rok paayenge. I hope aapko ye article pasand aaya hoga. comment me iss article ke baare me apni raay zaroor dijiye.
Blogger Blog Me Comment Verification Kaise Enable Kare

very nice brother ,i was looking for it
ReplyDeleteThank you bro
DeleteBahut hi shandar information he
ReplyDelete