Online Internet Speed Test kaise karte hai. Internet par aapko bahut saare Paid Tools dekhne ko milenge jinki help se aap Apne Internet ka Speed check kar sakte ho. Lekin Me kuch Free Websites bataunga jo Aapke Internet ka real time speed batayegi.
Kahi bar kya hota hai ki Humare Internet Connection me Problem aa jati hai Lekin hume ye nahi pata lagta ki Ye Problem humare system ki wajah se aa rahi hai ya Internet Speed ki wajah se. to ye websites aapko ye batane me aapki madad karengi.
1. ARMSTRONG -:
Ye ek bahut he acchi Website hai aur Iss Website ka Interface bhi bahut simple hai. Aapko Sirf Itna karna hai ki iss Website ko open karke "Go" button par click kar dena hai. Fir kuch time wait karna hai uske bad aapke saamne Aapke Service Provider ka naam, Download Speed aur Upload Speed dikhayi degi. Agar aapke Internet ki speed bahut he kam hai to ye Speed Test Run nahi hogi to isse aapko pata chal jaayega ki aapki Internet ki Speed Exact real time par kitni hai.
2. SpeedTestATT -:
Iss Website ka Interface bahut he accha hai aur Ye Website bahut he fast work karti hai. Iss Website ko open karne ke bad aapko "Start" par click karna hai uske bad aapki Internet Speed Test Shuru ho jaayegi. Yaad rakhiye ki Jab ye Internet Speed chal rahi hai tab aap Apne Browser ka Tab change nahi kar sakte. Aisa karne se Aapki Internet Speed test bich me he ruk jaayegi aur aapko fir se Reload karke apna Internet Speed Test karna hoga. Internet Speed Test Complete hone ke bad left me aapko "Download Speed" Middle me real time performance speed aur Right me aapko "Upload Speed" dekhne ko milegi.
3. Altice Speed Test -:
Iss Website ki khasiyat ye hai ki aap iska Speed Test Server bhi change kar sakte hai matlab agar aapko kisi aur City se apna Internet Speed check karna hoga to wo bhi aap badi aasani se kar sakte hai. Isse aapko Apne Internet Speed ka Accurate result dekhne ko milega. Internet Speed check karne ke liye aapko iss Website ko open karne ke baad "Go" par click karna hai aur kuch seconds tak wait karna hai. Internet Speed test Complete hone ke bad aapko Download Speed, Upload Speed, Aapke Service Provider ka naam aur Aapne kis city se Internet test kiya hai ye sab pata chal jaayega.
4. RiseBroadBand -:
Iss website ka look bahut he simple aur accha hai. Ye website open karne ke bad aapko sirf "Go" button par click karna hai. uske bad Internet Speed test shuru ho jaayega. Speed Test khatam hone ke bad Iss Website se aapko Apna Download Speed, Upload Speed, Network Operator ka naam aur ye speed test kis Country se ki gayi hai ye sab pata chal jaayega. Sath he sath aap apni Speed Test ka result Facebook aur Twitter par bhi share kar sakte ho.
Read Also-:
Intresting Facts About Facebook
Free Web Development Kaise Sikhe
Email Subscription Widgets for Blogger
For Android Phone Reviews Click Here
to ye thi kuch Internet Speed Testing Websites. I hope ye post aapko pasand aayi hogi. Iss Post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye aur aapko ye post kaise lagi comments me zaroor bataye. Dhanyawad!

Internet Speed Kaise Check Karte hai?
Maine neeche kuch websites batayi hai unme se kisi bhi Website ke name par click karke aapko uss Website par jaana hai aur waha par aapko "Go" button dikhega uspar click kar dena hai. Fir thodi der rukna hai uske baad aapke saamne aapki Internet speed ki full report aapko mil jaayegi.Top 4 Internet Speed Test Websites
1. ARMSTRONG -:
Ye ek bahut he acchi Website hai aur Iss Website ka Interface bhi bahut simple hai. Aapko Sirf Itna karna hai ki iss Website ko open karke "Go" button par click kar dena hai. Fir kuch time wait karna hai uske bad aapke saamne Aapke Service Provider ka naam, Download Speed aur Upload Speed dikhayi degi. Agar aapke Internet ki speed bahut he kam hai to ye Speed Test Run nahi hogi to isse aapko pata chal jaayega ki aapki Internet ki Speed Exact real time par kitni hai.
2. SpeedTestATT -:
Iss Website ka Interface bahut he accha hai aur Ye Website bahut he fast work karti hai. Iss Website ko open karne ke bad aapko "Start" par click karna hai uske bad aapki Internet Speed Test Shuru ho jaayegi. Yaad rakhiye ki Jab ye Internet Speed chal rahi hai tab aap Apne Browser ka Tab change nahi kar sakte. Aisa karne se Aapki Internet Speed test bich me he ruk jaayegi aur aapko fir se Reload karke apna Internet Speed Test karna hoga. Internet Speed Test Complete hone ke bad left me aapko "Download Speed" Middle me real time performance speed aur Right me aapko "Upload Speed" dekhne ko milegi.
3. Altice Speed Test -:
Iss Website ki khasiyat ye hai ki aap iska Speed Test Server bhi change kar sakte hai matlab agar aapko kisi aur City se apna Internet Speed check karna hoga to wo bhi aap badi aasani se kar sakte hai. Isse aapko Apne Internet Speed ka Accurate result dekhne ko milega. Internet Speed check karne ke liye aapko iss Website ko open karne ke baad "Go" par click karna hai aur kuch seconds tak wait karna hai. Internet Speed test Complete hone ke bad aapko Download Speed, Upload Speed, Aapke Service Provider ka naam aur Aapne kis city se Internet test kiya hai ye sab pata chal jaayega.
4. RiseBroadBand -:
Iss website ka look bahut he simple aur accha hai. Ye website open karne ke bad aapko sirf "Go" button par click karna hai. uske bad Internet Speed test shuru ho jaayega. Speed Test khatam hone ke bad Iss Website se aapko Apna Download Speed, Upload Speed, Network Operator ka naam aur ye speed test kis Country se ki gayi hai ye sab pata chal jaayega. Sath he sath aap apni Speed Test ka result Facebook aur Twitter par bhi share kar sakte ho.
Read Also-:
Intresting Facts About Facebook
Free Web Development Kaise Sikhe
Email Subscription Widgets for Blogger
For Android Phone Reviews Click Here
to ye thi kuch Internet Speed Testing Websites. I hope ye post aapko pasand aayi hogi. Iss Post ko apne dosto ke sath bhi share kijiye aur aapko ye post kaise lagi comments me zaroor bataye. Dhanyawad!
Hey, is it about VPN and which one is actually better?
ReplyDeleteIt's not about VPN.. All these Givern Websites are better, If you want Information about VPN then Click Here
Delete