Dosto aaj hum jaanenge ki Adsense ke Auto Ads ko Hum Apne Blogger Blog me Kaise Setup kar sakte hai. agar aap Blogger user hai aur Earning ke liye Adsense ka Use kar rahe hai to ye Post aapke liye bahut zaroori hai.
Thode din pehle he Google Adsense ne Announcement ki thi ki Ab Aap Apne blog par Auto Ads Setup Kar sakte hai Lekin Bahut saare bloggers ko pata nahi tha ki Ye kaise kaam karta hai aur isse humara kya fayda hota hai. Lekin aaj me aapko iski poori details bataunga to iss post ko aap dhyan se padhiye.
2. In-feed ads
3. In-article ads
4. Matched content
5. Anchor ads
6. Vignette ads
Dosto Ye sabhi Ad Types Auto Ads me available hai par Ye aap par depend karega ki Aap kon konse Ad Types ko "on" rakhte hai. aap jin jin ads types ko enable rakhoge wahi ads Adsense aapke blog par dikhayega.
to dosto auto ads kaise lagate hai iski poori jaankari me aapko duna aapke ye sabhi steps thik se follow karne hai.
1. Sabse Pehle Apna Adsense Account Open kijiye aur Side Option me "My Ads" dikhega uspar click kijiye.
2. "My Ads" par click karte he uske neeche kuch options aa jaayenge usme se aapko "Auto Ads " select karna hai.
3. Ab aapko ek button dikhega jisme likha hoga "Setup Auto Ads" uspar aapko click karna hai.
4. Ab aapke saamne sabhi "Ad Types" aa jaayenge. Usme se aapko Jo bhi Ads dikhane hai unka Option enable kar dena hai.
5. Ab "Save" par click kar dijiye.
6. Ab Adsense aapko adcode dega usko thik se copy kijiye.
7. Ab Apne Blog ka dashboard open kijiye hai aur "Theme" option me jaaye aur "Edit HTML" par click kijiye.
8. Uske baad aapko aapke template ka "<head>" option dikhega.
Note-: Agar aapko apni template me <head> ka option nazar nahi aa raha hai to aapko thoda aur neeche scroll karke dhoondna hoga ya fir Search ki help bhi le sakte hai.
9. Ab thik "<head>" ke neeche wali Line me aapko Wo adcode paste karna hoga jo aapne Adsense se copy kiye tha.
10. Done! Kuch he der me Adsense aapke Blog par Ads dikhana shuru kar dega.
ये भी पढ़िए-:
Adsense Me New Blog Verify Kaise Kare
Adsense Me New Ad Unit Kaise Banaye
Adsense ki Konsi Ad Unit Best Hoti Hai
Blog Me Ads.txt Code Kaise Lagaye
Blog ki Loading Speed Kaise check Kare
Blog Me Facebook Page Widget kaise Add Kare
Propeller Ads se Paise Kaise Kamaye
Blog Me https Enable Kaise Kare
Google Search Me Website Kaise Add Kare
Last Words-: To dosto aaj humne sikha ki Blogger Blog me Adsense Auto ads kaise lagate hai. I hope ye post aapko pasand aayi hogi aur aapko saare steps this se samaj aaye honge. Agar aapko iss post ke baare me koi bhi sawaal poochna hai to aap neeche comment karkemujhe pooch sakte ho. Dhanyawad!

Google Adsense Auto Ads Kya hai
Google Adsense Auto Ads ye ek Adsense ka new feature hai jo aapko Blog par Automatically Ads Show karta hai. matlab Jaise ki pehle aapko apne blog par jaha chahe waha apna adcode daalke ads showkarne padte the lekin ab Auto Ads ki wajah se wo aapko ab nahi karna padega kyuki Auto Ads apne aap automatically Aapke blog me sahi jagah par Adsense Ads show karega. To abse aapko Adcode har jagah daalne ki zaroorat nahi padegi.Auto Ads me Kitne Types ke Ads hai
1. Text & display ads2. In-feed ads
3. In-article ads
4. Matched content
5. Anchor ads
6. Vignette ads
Dosto Ye sabhi Ad Types Auto Ads me available hai par Ye aap par depend karega ki Aap kon konse Ad Types ko "on" rakhte hai. aap jin jin ads types ko enable rakhoge wahi ads Adsense aapke blog par dikhayega.
Adsense Auto Ads Blogger Me Kaise Lagaye
to dosto auto ads kaise lagate hai iski poori jaankari me aapko duna aapke ye sabhi steps thik se follow karne hai.
1. Sabse Pehle Apna Adsense Account Open kijiye aur Side Option me "My Ads" dikhega uspar click kijiye.
2. "My Ads" par click karte he uske neeche kuch options aa jaayenge usme se aapko "Auto Ads " select karna hai.
3. Ab aapko ek button dikhega jisme likha hoga "Setup Auto Ads" uspar aapko click karna hai.
4. Ab aapke saamne sabhi "Ad Types" aa jaayenge. Usme se aapko Jo bhi Ads dikhane hai unka Option enable kar dena hai.
5. Ab "Save" par click kar dijiye.
6. Ab Adsense aapko adcode dega usko thik se copy kijiye.
7. Ab Apne Blog ka dashboard open kijiye hai aur "Theme" option me jaaye aur "Edit HTML" par click kijiye.
8. Uske baad aapko aapke template ka "<head>" option dikhega.
Note-: Agar aapko apni template me <head> ka option nazar nahi aa raha hai to aapko thoda aur neeche scroll karke dhoondna hoga ya fir Search ki help bhi le sakte hai.
9. Ab thik "<head>" ke neeche wali Line me aapko Wo adcode paste karna hoga jo aapne Adsense se copy kiye tha.
10. Done! Kuch he der me Adsense aapke Blog par Ads dikhana shuru kar dega.
ये भी पढ़िए-:
Adsense Me New Blog Verify Kaise Kare
Adsense Me New Ad Unit Kaise Banaye
Adsense ki Konsi Ad Unit Best Hoti Hai
Blog Me Ads.txt Code Kaise Lagaye
Blog ki Loading Speed Kaise check Kare
Blog Me Facebook Page Widget kaise Add Kare
Propeller Ads se Paise Kaise Kamaye
Blog Me https Enable Kaise Kare
Google Search Me Website Kaise Add Kare
Last Words-: To dosto aaj humne sikha ki Blogger Blog me Adsense Auto ads kaise lagate hai. I hope ye post aapko pasand aayi hogi aur aapko saare steps this se samaj aaye honge. Agar aapko iss post ke baare me koi bhi sawaal poochna hai to aap neeche comment karkemujhe pooch sakte ho. Dhanyawad!
Bahut badiya post share Kara hai bhy
ReplyDeleteThanks Sultan bhai..
Delete