Dosto aap sabka swagat hai Jaaniye Hindi Me ki website par. Dsoto aaj hum janane wale hai ki khud ki website kaise banaye aur wo bhi free. Bahut logo ko iske baare me pata nahi hota ki khud ki website kaise banate hai aur usse paise kaise kamaate hai. ha dosto aap free website banaakar bahut saare paise kamaa sakte hai. to iske baare me janane ke liye iss article ko last tak padhiye.
Website Banana aasaan hota hai kya?
Dosto website banana aaj kal ke jamaane me bilkul aasaan hai iske liye aapko koi coding aane ki jarurat nahi hai. aap without coding best website banaa sakate hai.
Website Banane se Kya Fayda Hota hai?
1]Share Thoughts-: website banane ka sabse pehla fayda ye hota hai ki aap apne thoughts aur ideas ko logon tak badi aasani se pahuncha sakte hai. aap kisi bhi category me website banaa sakte hai. Website ki madad se aapko jo kuch bhi aata hai wo logoin tak pohoncha sakte hai.
2]Earn Money-: Website ki madad se aap bahut saare paise kamaa sakte hai. Google Adsense aapke Website/Blog par advertisemnt deta hai unko aapke website par aapko laganaa hota hai. uske baad jo bhi un ads par click karega uske aapke paise milenge. Iske baare hum jyada jaankari aage lenge.
Website Banane ke liye humare paas kya hona jaruri hai?
1. Android Phone/ Computer
2. Internet Connection
3. GMail ID
Free Website/Blog kaise banate hai?
to chaliye dekhte hai ki free website kaise banaate hai. me jo bhi steps bataunga un sabko dhyan se padhiye aur uske baad aap apni website bana paayenge. to chaliye dekhte hai
1. Sabse Pehle www.blogger.com par jaaye.
2. waha par aapko sign up ka option deikhayi dega uspar click kijiye aur apni Gmail Id se sign up kar lijiye.
3. Uske baad aapke saamne Create New Blog ka Option Aayega uspar click kijiye.
4. Ab Aapke saamne 2 box honge.
a] first box me aapko aapki website ka naam daal dena hai. aap yaha par jis category ki website banaa rahe hai usse related naam daal dijiye.
b] dusre box me aapko aapki website ki link daal deni hai. example-: www.jaaniyehindime.blogspot.com [aap baadme .com, .net aise koi bhi domain add kar sakte hai]
5. Ab finally Create blog par click kijiye.
6. Done! ab aapki website create ho gaya hai.
Last Words-: to dosto aaj humne sikha ki khud ki website kaise banaate hai. I hope ye post aapko pasand aayi hogi. agar aapko iss post ke baare me kuch problem hai to aap mujhe comment likhkar pooch sakte hai. iske aage ke articles me me aapko Blog Banane ke baad aage kya karna hai iske baare me jaankari dunga to humari website ko rozana visit karte rahiye.
Website Banana aasaan hota hai kya?
Dosto website banana aaj kal ke jamaane me bilkul aasaan hai iske liye aapko koi coding aane ki jarurat nahi hai. aap without coding best website banaa sakate hai.
=>Apne Blog ko Google Search Console Me kaise Submit kare
Website Banane se Kya Fayda Hota hai?
1]Share Thoughts-: website banane ka sabse pehla fayda ye hota hai ki aap apne thoughts aur ideas ko logon tak badi aasani se pahuncha sakte hai. aap kisi bhi category me website banaa sakte hai. Website ki madad se aapko jo kuch bhi aata hai wo logoin tak pohoncha sakte hai.
2]Earn Money-: Website ki madad se aap bahut saare paise kamaa sakte hai. Google Adsense aapke Website/Blog par advertisemnt deta hai unko aapke website par aapko laganaa hota hai. uske baad jo bhi un ads par click karega uske aapke paise milenge. Iske baare hum jyada jaankari aage lenge.
Website Banane ke liye humare paas kya hona jaruri hai?
1. Android Phone/ Computer
2. Internet Connection
3. GMail ID
Free Website/Blog kaise banate hai?
to chaliye dekhte hai ki free website kaise banaate hai. me jo bhi steps bataunga un sabko dhyan se padhiye aur uske baad aap apni website bana paayenge. to chaliye dekhte hai
1. Sabse Pehle www.blogger.com par jaaye.
2. waha par aapko sign up ka option deikhayi dega uspar click kijiye aur apni Gmail Id se sign up kar lijiye.
3. Uske baad aapke saamne Create New Blog ka Option Aayega uspar click kijiye.
a] first box me aapko aapki website ka naam daal dena hai. aap yaha par jis category ki website banaa rahe hai usse related naam daal dijiye.
b] dusre box me aapko aapki website ki link daal deni hai. example-: www.jaaniyehindime.blogspot.com [aap baadme .com, .net aise koi bhi domain add kar sakte hai]
5. Ab finally Create blog par click kijiye.
6. Done! ab aapki website create ho gaya hai.
Last Words-: to dosto aaj humne sikha ki khud ki website kaise banaate hai. I hope ye post aapko pasand aayi hogi. agar aapko iss post ke baare me kuch problem hai to aap mujhe comment likhkar pooch sakte hai. iske aage ke articles me me aapko Blog Banane ke baad aage kya karna hai iske baare me jaankari dunga to humari website ko rozana visit karte rahiye.
0 comments:
Post a Comment