Dosto aaj hum jaanenge ki facebook page ko Verify kaise karte hai. agar aapko iske baare me nahi pata to iss article ko last tak padhiye.
Aapne Kis page ko facebook par search karne par ek baat notice ki hogi ki bahut saare pages jo ki top me dikhayi dete hai unke Naam ek aage ek blue color ki tick aati hai. to iska matlab ye hota hai ki wo facebook page verified hai. agar aapka bhi page issi tarah verify ho gaya to aapke page likes bahut badhenge kyuki page vistors ko wo blue tick dikhegi jinse unhe pata chal jayega ki Ye Page verified hai. iske bahut saare fayde hai. to chaliye facebook page verify karne ke baare me jaankari lete hai.
*Facebook Page Verify karne se Kya hota hai-:
1. Aapke page Viewers ko aap ke page par trust badh jayega-:
page ko verify karne se aapke page viewers ko pata chal jayega ki ye real page hai. isse wo jayda se jyada aapka page visit karke aapke posts like karenge. aur isse aapke fayda hoga ki post reach badh jayenge.
2. Verification se official page pata chal jayega-:
ek baar aapka page verify ho gaya to fir aapka page official hai ye logo ko pata chal jayega. Facebook paar bahut se scammers aur unofficial pages hai. wo sirf likes aur unki website ki traffic badhane ke liye kisi celebrity ya koi superstar ke naam se page banate hai aur likes ka fayda uthate hai.
3. Aapka page sabse Top Search Rank par aa jayega-:
jab bhi koi aapke page ke baare me facebook par search karega tab aapka page sabse upar show hoga aur jisse visitors ko sahi page mil jayega aur aapke Page Likes badhne me iski bahut help hogi.
*Facebook PAge Verification ke types kon konse hai-:
Blue Badge-: ye pehla aur main tyoe hai. ye ussi page ke saamne aayega jo global brand, public figure ya Media Company inse related hai. agar aapka page inse related hai to aap Blue Badge verification kar sakte hai.
Gray Badge-: ye badge un pages ke liye aayega jo Local business se related hai aur Jo Indicidual Local business hote hai unke liye ye Gray Badge milga jisse pata chalega ki aapka facebook page verified hai.
*Facebook Page verify kaise karte hai-:
#. Gray Badge Verification-:
ab hum jaanenge ki fb page verify kaise karte hai. Agar aapka page Local business ya Organisation ki category me aata hai to aap iss verification process ko follow kijiye.
Note-: Page Verify karne ke liye aapke page settings ke option me "Page Verification" ka option show hona chahiye.
1. Sabse Pehle aapke page par jaaye.
2. Fir General Settings me jaaye aur waha par "Page Verification" ka option hoga uspar click kijiye.
3. fir "Edit" ya "Verify this page" ye option aayega uspar click kijiye.
4. Fir aapka Phone number aapko waha par dena hoga jo aapke page par show hoga.
5. Fir waha par aapki Country aur Language select kijiye.
6. Fir call me now par click kijiye. uske baad facebook aapke mobile no. par 4 digits wala code send karega.
7. wo code aapko agle page par daal dena hai.
8. Ab aapko facebook mail karega. iske process me lag bhag 3 din lag jaate hai. uske baad aapka page verify ho jayega.
#. Blue Badge Verification-:
Blue badge verification ke liye aapko "Request a verified badge form" fill karke facebook ko send karna hai agar aapka ka page Verify ho sakte hai to facebook aapko jald he message karega. aur uss mesage me aapko sabhi jaankari mil jaayegi. ye message aapko mail ya fir notification ke jariye milega. waha par aapko Page Name, Goverment issued id proof, Aur aapki website ka url fill karke send kar dena hai.
Note-: agar aapka Page Verification ke liye eligible nahi hai to aapko facebook ka android app download karke Manually Facebook page verify karna hoga.
Last Words-:
toh dosto aaj humne dekha ki facebook par page ko verify kaise karte hai. I hope ye article aapko pasand aaya hoga. TO aise he updates aapko chahiye to aap humara facebook group join kar sakte hai waha par humare saare updates aapko milte rahenge. Dhanyawad!

0 comments:
Post a Comment