Aapka Facebook Account Disable kyu hota hai?
👉aise logo ko friend request send karne se jinhe aap jaante nahi
👉Jyada Link send karne se -: Kuch unke blog ya YouTube ki Links Facebook par send karte hai aur usko bahut saare groups me share kar dete hai isse unka account disable ho jata hai.
👉Jyada Group Join Karne se -: Ye bhi ek reason ho sakta hai agar aap ne ek he din me jyada groups join kar liye ho to bhi aapka account disable hoga.
👉Kisi ko Abusing Karne se-: Agar aap kisi ko facebook ke comments me ya fir personal message par gaali dete ho to bhi ye Facebook ke rules ke khilaf hai.
👉Aapki Proflie par Jyada Report hone se-: Agar aap kisi ko spam msg bhejta hai ya koi bhi Fb ka rule Tod dete hai aur aapke he kisi facebook friend ne aapki profile par Report kiya to bhi facebook aapka account disable kar deta hai. Par dariye mat Friend agar aapki profile par report karega to uske 2 din baad facebook aapki profile review karegi matlb check karegi agar usme sach me koi facebook ka rule toda hoga to he aapka account disable ho jayega. To chaliye ab dekhte hai ki Disabled Facebook Account Ko Unlock kaise karte hai.
Facebook Disabled Account ko Unlock Kaise Kare-:
1. Sabse Pehle aapko apne phone ka Factory Data Reset Karna padega.
Note-: Isse aapke phone ka sabhi data delete ho jayega to Phone memory ko Sd card me Transfer kijiye aur fir Sim Card aur SD Card Nikal kar aapke phone ko Reset kijiye. Isse ye hoga ki sabhi jo browser files aapke phone aa gye hai wo clear ho jayenge.
2. Reset ki process khatam hone baad aapko Sim Card aur Sd card fir se Phone daal dena hai.
3.Fir aapko Google Chrome Browser Open Karna hai aur Search Me Type karna hai "Facebook Disabled Ineligible"
4. Ye type karne ke baad aapke saamne jo pehli website aayegi uspar aapko jaana hai.
5.Waha par sabhi details aapko de deni hai
Note-: wahi Details do jo aapke account par hai aur yaha par aapko ID PRoof Nahi lagega.
6. Sab details bhar dene ke baad submit par click karna hai.
7. Done! aapka Facebook Disabled Account ke liye appeal ho chuka hoga to "Thanks for Contacting Us" aisi screen aapke saamne aayegi.ab aapka account 2 din ke andar Open ho jayega.
Last Words-; toh dosto iss trick me humne drkha ki facebook ke disabled account ko open kaise karte hai to aise tricks ke saath updated rehne ke liye Mujhe Facebook par add ho jaye Niche Maine Facebook Account ki link de di hai agar iss trick me koi problem aaye to aap comment bhi kar sakte hai.
Thank You
Meri choti si bahan hai uska account maine 13 years se kam kiya to block hogya ...please koi solution bataw
ReplyDeleteNyc method But you can check out here it works http://techhubpk.com/enable-facebook-disabled-account-2017-2018/
ReplyDeleteYes you also shared Nice Method
ReplyDelete